Sunday, August 5, 2018

BOND BOND PANI KE LIYE MARENGE LOG KASH KARKE IN STATE ME KAM HONGE PANI. AKHIR KYA HAI WAJAH?

No comments :

nangal bhakra dam എന്നതിനുള്ള ചിത്രം

TODAY NEWS-

BOND BOND PANI KE LIYE MARENGE LOG KASH KARKE IN STATE ME KAM HONGE PANI. AKHIR KYA HAI WAJAH?

Abhi se ho jaye savdhan varna apko bhi pad skta hai bond pani ke liye marna. akhir kya hai wajah akhir kyu aa rahi hai in state me pani ki kami jis se  log pani ke liye marenge..

namskar dosto mera naam hai om verma or main ap sabka sawagat karta hu apne today news blog me. latest news ki jankari ye liye hmre is blog ko jayada se jayada share kare..
water pollution എന്നതിനുള്ള ചിത്രം

Dosto ap sabko ye to pata he hai ki jaal he jiwan hai insaan khana ke bina kuch to jee skta hai par pani ke bina sayad insaan jee nahi skta or pani ki jarurat har kisi ko hai pani hmre roj ke kaam me bhi use kiye jate hai. pani iske ilawa or bahut si cheeze par use kiye jate hai..
par kuch saalo me pani ki kami hoti jaa rahi hai hmre desh me kuch he parcent he pani pine ka layak hai or baki paani pollution  se bhara pada hai. jo paani hum pee bhi nahi skte hai.
             dosto aaj jo pani ki kaami aayi hai uska zimedar bhi hum he log humari galtiya karke he aaj hum paani ke tras rahe hai. sayad kuch time baad to hume to pani pine ke liye bhi na mile.

{ AGLE SAAL SE PUNJAB,HARYANA OR RAJSTHAN KE LOGO KO PAANI KI KAAMI KA SAMNA BHI KARNA PAD SKTA HAI. KYUKI BHAKRA NANGAL DAM ME PAANI KI KAAMI HONE KE KARN YE HALAT  PAIDA HO GYA HAI}

nangal bhakra dam എന്നതിനുള്ള ചിത്രം

TODAY NEWS-
dosto abhi bhi time hai abhi se savdhan ho jayiye in 3 state me paani ki kami ki samna karna pad skta hai. agale saal punjab, haryana or rajhstan jaise state ke logo ko paani ki kami ka samna karna pad skta hai. iska karn hai bhakra dam me bahut teji se paani ki kami hona. bhakra me jarurat mutabik paani jaama na hona. isi wajah se bhakra ke jariye chode jaane wala paani me bahut se state me kaami ki kaami aa rahi hai.

BBMB KI SAVDHANI DENE KE BAAD PUNJAB, HARYANA OR RAJSTHAN KE PRINCIPAL SECTARY KI AAPAT BAITHAK BAITHYA GAYA..

nangal bhakra dam എന്നതിനുള്ള ചിത്രം

Bhakra ke managment board BBMB ne punjab, haryana or rajsthan ke govt. ne savdhan ki hai ki yedi pong or bhakra dam me paani or jama na huya to sept.2018 se lekar may 2019 tak ke payjal or kheti ke bada muskil paida ho skta hai.
        is time pe 3 state as. mang 43 thousand cusiq hogi. jab ki bbmb kewal 17700quisic he chod payega halaka bijali par koi asar nahi hoga. lekin aane wale time pe bijali me muskil aa skti hai.
nangal bhakra dam എന്നതിനുള്ള ചിത്രം

PUNJAB NE BBMB SE LONG TRUM STUDY KARWANE KI MANG UTHAYI..
BBMB ke chairman bk sharma ne 3 state punjab, haryana or rajsthan ke principal sectray ki baithak bulaya unke saari problems bataya. is par punjab ke principal sectary jaspal singh ne btaya ki punjab ke farmer ilake ne sabhi kisan se kami pani ka priyog krne ko kahenge. or hum apni mang ke anusar 50% he pani le rahe hai.

   unhe paani me kaami aa rahi muskil ko dekhte unhone kaha ki bbmb ko study karni chahiye jo ki pata chal ske ki catchmate area me barish kitni ho rahi or ice pigle me kitna pani bhakra tak pahuch raha hai. jo ki data ke adhar par long trum tyaari ki ja ske board ki meeting me is baat ko maan liya gaya.


bhakra nangal dam me paani pichle saal ke mulable 62ft. pong ka 41ft. or ranjeet sagar dam ka 13m. ft. kam hai. bbmb ne apna sujaw diya ki jis hisab se barish ho rahi hai. us se bhakra ka paani bhut muskil se 1600 ft. or pong 1340ft. ho payega. board ki meeting me haryana ke chief engneer or rajsthan ke principal sectray bhi waha the. bbmb ka kehna hai ki state apne me ho rahi barish ka paani ka use jayada kare or daam ke paani ke upper jayada depend na rahe.unka kehna hai ki paani ki  uskil samna kab tak karna pd sakta hai iska abhi tak kuch nahi keh skte.

nangal bhakra dam എന്നതിനുള്ള ചിത്രം

pichle ek week se bhakra ka infilow bhi pichle saal ke hissab se bahut kam chal raha hai. pichle saal is time me 79 thousand quisik pani thi. jo is saal 35502 qusick aa raha hai.pong ka haal is se bhi jayada bura haal hai. pichle saal ek lakhs qusick se jayada pani aa raha tha. jo is saal sirf 15966 he reh gaya hai.....


agar aap logo ko humara ye news acha laga ho to please comment or share karna bhule
                                                                                                                                                  thank you,
                                                                                                                                              today news,

Friday, August 3, 2018

JOOTHI F.I.R SE KAISE BACHE 'JO POLICE ARREST NA KAR SAKE'

No comments :
AGAR APKE KHILAF KISSI NE JHUTI F.I.R KARWAYI HAI TO KYA KARE.JO POLICE HUME CHODH DEGI..
                        FIR POLICE എന്നതിനുള്ള ചിത്രം
dosto aap sabhi ko pata he hoga ki f.i.r kya hota hai. yahi first investication report ye us time ki jati hai jab apke sath koi crime ghatna ho jata hai.dosto ye writting se aap us insaan par karwayi kar skte ho jo apke sath kuch galat kar raha hai. par dosto kuch log is cheez ka galat bhi fayada uthane ki kosis karte hai. jis se bekasoor ko saja bhi mil jati hai. dosto us time apko kya karna hoga. jo aap us jhoote f.i.r se bach skte ho. aap wo 2 konse word use kare ki aap us jhute case ki wajah se jail na jana pade. chaliye jante hai akhir kya hai wo 2 word.

namskar dosto mera naam hai om verma hai or main apke blog today news me apka sawagat karta hu.
chaliye dosto suru karte hai..
FIR POLICE എന്നതിനുള്ള ചിത്രം

dosto ye 2 word dhara 482 hai is dhara ke jariye aap kisi bhi jhuti f.i.r se bachne ke liye kar skte hai. iske liye apko ek lawyer ki help se highcourt me ek application bhejna hoga. usme apko ye likhna hoga ki apke khilaf f.i.r jhuti hai or apko iske sath apni begunaah hone ka saboot bhi dene honge. jaise ki ap kuch videos me, audio recording, photographs, or decomentry jaise kuch papers court me bheje.
      FIR POLICE എന്നതിനുള്ള ചിത്രം

or jab tak apka case is dhara ke jariye apka case court me chal raha hoga tab tak police ap par f.i.r nhi kar skta. sath he apko jail me bhi nahi daal skti. is trah aap is 2 word ke istmal se jhuti f.i.r se bach skte hai..

agr aap logo ko hmara ye post acha laga ho to please hmre is post ko jayada se jayada share kare or coment karna bhule
                                                                                                         THANK YOU,
                                                                                                         TODAY NEWS

Thursday, August 2, 2018

AKHIR KYU MANA VIDESHI MEDIA NE BHI AKHIR KASHMIR ME TOOT RAHI TERRORIST KA KAMAR/

No comments :
AAJ KA SABSE BADI KHABAR AKHIR AISA MAN RAHI KI VIDESHI MEDIA BHI AKHIR KASHIR TERRORIST KA KHATRA KAM HO RAHA..
 NAMSKAR DOSTO MERA NAAM HAI OM VERMA AAP SABKA KA SAWAGAT KARTA HU BLOG ME.CHALIYE SURU KARTE HAI AAJ KA NEWS

kashmir terror attack എന്നതിനുള്ള ചിത്രം

TODAY NEWS-
Dosto aap sabko ko to pata he hai jab se modi g ki sarkar ayi hai tab se to kashmir me terror kamjor padti ja rahi hai.beshaq ye khabar dusre party wale jhuta sabit karne me lage huye hai par aaj pura desh or sayd videshi media bhi ye kehne ke liye majboor ho gyi hai  ki jab se modi g sarkar ayi hai tab se mano kashmir me terror ki kamar he toot gayi hai.

America ke newspaper NEWYORK ki report ke mutabik kashmir me ab koi terror 2 saal se jayada zinda nhi reh skta hai. is se pahle he woh amry ka nishana ban jata hai. pichle 4 saal me 200 se jayada terror mar giraya hai. ab ghaati me 250 se jayada terror nhi bache...
kashmir terror attack എന്നതിനുള്ള ചിത്രം

KAYI WAJAH HAI ZIMEDAR

JAB 90S ME JAB KASHMIR ME TERROR NE SIR UTHANA SURU kiya tha tab terror ki sankhiya total ek hazar se bhi jayada thi. unki sankhiya lagatar badti he rahi. inme videshi terror bhi samil the. lekin pichle kuch saalo me ameriki dawab me pakishtan ko apne jayadatar terror camp ko band karna pada iske ilawa ab ghati ke terror ko sima par se pehle terh dhan or hathiyar ki help bhi nhi mil rahi hai kyuki bharat ke border par surcha balo ki duty or bhi strong bna di gyi hai..

kashmir terror attack എന്നതിനുള്ള ചിത്രം

AMRY KO JANTA KA SATH-
newyork times ki report ke anusar pehle ke mukabale ab surcha balo ko janta ka jayadar sath mil raha hai is liye ab yeh pata karna asan ho gya hai ki kon terror hai or kon dost hai or uski girlfriend hai jinke yaha wo choop skta hai. sabse jayada muskil hoti hai is news ke jariye terror ko pakd ke unko marna.

kashmir terror attack എന്നതിനുള്ള ചിത്രം

newspaper ke jariye haal he me kuch salo pehle ghaati me terror ke khatme ke liye esrail ne india ki kaafi help ki thi. security camera, night wajan galash or drone ki help milne se he hmre army ka kaam or bhi asaan ho gya tha.
force ka ye kehna hai ki ab terror khuleaam shooting tayaari bhi nahi kar skte. ab wo sima ke paar ja ke bhi koi news nahi juta pa rahe hai.kyuki pakistan se lagti 450 mil se bhi jayada sima ko sil karne me india ne kafi kamyabi hasil ki hai..

PAKISTAN PAR UTHI UNGALI-
kashmir terror attack എന്നതിനുള്ള ചിത്രം

NEWSPAPER ne mana hai ki 1947 ke baad se he pakistan terror ke jariye lagatar india ke khilaf pharkonsi war chalata raha hai lekin ab ye khel khatm ho raha hai ab ghaati me terror ke naam par ab satate ke youngest ke gang se bhi bache huye hai...

AGAR AAP LOGO KO HUMARA YE POST ACHA LAGA HO TO PLEASE HUMARE IS POST KO SHARE KAR DIJIYE YA APNA RAYE HME BTAYE KYA AKHIR SACH ME VIDESHI MEDIA SACH KEH RAHI HAI...
                                                                                                                             THANK YOU,
                                                                                                                                  TODAYNEWS